Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharmatma (1975)
HomeDharmatma (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tareef karoge kab tak bolo kab tak mere seene mein saans rahegi jab tak kab tak main rahoongi mann mein haan mann mein sooraj hoga jab tak neele gagan mein phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaari ho tum jaan humaari ho aa aa o oh oh khush ho na mujhe tum paakar mujhe paakar pyaase dil ko aaj mila hai saagar kya dil mein hai aur tamanna hai tamanna har jeevan mein tum meri hi baalma phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho mm hm hm hm hm hm hmm
ayeeee liyaaaaaaaa ayeee ayeeee liyaaaa zubaan zubaan par charche tere gulshan gulshan mehka hai teri jawaani ki ye khushboo saara aalam behka hai tuhi mera pyaar hai tuhi meri bandagi tuhi mera khaab hai tuhi meri zindagi pada jo tere husn ka saaya kaante khil gaye ban kar kaliyaan dairo haram ko bhool gaye hum jab se dekhi teri galiyaan meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se logon ki yaari badh gayi sabki nazron mein meri jawaani chad gayi koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa tujh mein agar himmat ho mujhe tu le jaa le jaa le jaa hoye qurbaan le jaa le jaa le jaa meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se mujh paa sakega wohi mera dil jis pe ho meharbaan mera dil jis pe ho meharbaan aise paana nahin hai aasaan pehle rakh le hatheli pe jaan pehle rakh le hatheli pe jaan itne mere deewane tera kaanp naa jaaye kalejaa itne mere deewane tera kaanp naa jaaye
tere chehre mein wo jadoo hai tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai teri heere jaisi aankhen aankhon mein hain laakhon baaten baaton mein ras ki barsaaten mujh mein pyar ki pyas jagayen tu jo ek nazar daale jee uthein marne waale lab tere amrit ke pyale dil mein jeene ki aas badhaye chal padte hai tere saath kadam main rok nahin pata hoon main rok nahin pata hoon tere chehre mein wo jadoo hai jab se tujhko dekha hai dekh ke khuda ko maana hai maan ke dil ye kehta hai meri khushiyon ka tu hai khazaana de de pyar ki manzoori kar de kami meri poori tujhse thodi bhi doori mujhko karti hai diwaana paana tujhko mushkil hi sahi paane ko machal jaata hoon paane ko machal jaata hoon tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai
tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai bolo na tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai pyaar kahaan apni kismat mein pyaar kahaan apni kismat mein pyaar ka bas deedaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai tum ho itne hasin ke tum par laakhon marti hongi haan haan laakhon marti hongi tum ho itne jawaan hazaaron aahen bharti hongi haan haan aahen bharti hongi kis ko kaha tumne apna ban ke rahe kiska sapna sapne to sapne hain aakhir sapne to sapne hain aakhir kis ne inhen saakaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai maine dekha haal dilon ka dekhe do dil waalen maine dekhe do dil waalen ek dooje ke pyaar pe dono jaan lootane waalen dono jaan lootane waalen pyaar ka saara jahaan dushman dekh saka na unka milan auron ki chhodo apni sunao auron ki chhodo apni sunao tum ne kahaan dil haar diya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kya Khoob Lagti Ho Dharmatma (1975) 03:58 20810
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Kanchan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini, Rekha
Duration : 03:58   Song Number : 20810   

Meri Galiyon Se Logon Dharmatma (1975) 06:27 13072
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Ahir-Bhairav
Duration : 06:27   Song Number : 13072   

Tere Chehre Mein Wo Jadoo Hai Dharmatma (1975) 04:19 13073
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Hema Malini
Duration : 04:19   Song Number : 13073   

Tum Ne Kisi Se Kabhi Dharmatma (1975) 04:06 21384
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Kanchan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini, Rekha
Duration : 04:06   Song Number : 21384